![]() |
Support eCharcha.Com. Click on sponsor ad to shop online! |
|
Notices |
Poetry Let those spontaneous, tumultous expressions of creativity flow ... |
![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
#16
|
||||
|
||||
Re: shayri
Ishq Or Dosti Meri Zindgi Ka Gumaan Hai,
Ishq Meri Rooh Or Dosti Mera Jahaan Hai. Ishq Per Kardu Fida Apni Sari Zindagi..... Magar Dosti Per Mera Ishq Bhi Kurbaan Hai!
__________________
![]() |
#17
|
||||
|
||||
Re: shayri
Kurbani? I thought you preferred Dosti over Ishq.
|
#18
|
||||
|
||||
![]() Hamaaray aitebar ki had pochtay ho, toh Lo suno..........
Unhone din ko raat kahaa aur hum so gaye....! ![]() |
#19
|
||||
|
||||
![]() Kitaab-e-Ishq ko Parh kar, na samjho Khud ko Aashiq Tum,,
Ye Dil ka Kaam hai.. Dil waalo’n ko karnay do.. toh Acha hai…!! ![]() Last edited by Budmaas; April 23rd, 2013 at 12:19 AM. |
#20
|
||||
|
||||
Re: shayri
Quote:
Jab koi kehti hai "I AM SORRY" Ek khanjar chhupa hota hai, Jab koi kehti hai "I LOVE YOU" ![]() |
#21
|
|||
|
|||
Re: shayri
Aag lagi hai mere ghar mein ab bacha hi kya hai?
Mainey kaha main bach gaya to woh bole phir jala hi kya hai ...! Nice effort to cheer someone up. Last edited by Napolean; January 23rd, 2015 at 09:47 PM. |
#22
|
|||
|
|||
Re: shayri
बड़ी मुद्दत से इक आस लिए बैठे हैं,
एक उम्र से हाथों में पैमाने लिए बैठे हैं, उसने कहा था कि मैं आऊंगी मिलने, उस दिन से आँखों में इंतज़ार लिए बैठे हैं. ![]() पतंग का रुख तो मेरी ही तरफ था, अफसोस लूट लिया उसे ऊँचे मकान वालो ने। ![]() मेरे शब्दो को इतनी शिद्दत से ना पढा करो...!!!.... कुछ याद रह गया तो मुझे भूल नही पाओगे. |
#23
|
||||
|
||||
Re: shayri
Quote:
Tum ne toh dil hi loot liya hai, oye thuggie
__________________
----------------------------------------------- "Kisi ne sahi kaha zindagi kutti cheez hai. You live life without a care in the world not realizing that life is building a heavy load of trash that it dumps on you one fine day, breaking your back." - saneless |
#24
|
|||
|
|||
Re: shayri
![]() ![]() ^^Woh hi tau,... ![]() Tum mujhe yun bhula na paaoge Haan, tum mujhe yun bhula na paaoge Jab kabhi bhi sunoge geet mere, Sang sang tum bhi gungunaoge ![]() Tumhe kaise bhool payenge, shayar Juggie Tum ne toh dil hi loot liya hai, oye thuggie Toh iis baat pe,................. sau sau ki aab shart luggie? Jeet gaya jo main.....toh kam se kam dena mujje huggie ! ![]() |
#25
|
|||
|
|||
Re: shayri
Sane is so old that Jagmohan will call him tau?
World is full of surprises. |
#26
|
|||
|
|||
Re: shayri
Na wo aa sake na hum kabhi ja sake,
Na dard dil ka, Kisi ko suna sake, Bus baithe hai yadon me unki.. Na unhone yaad kiya or na hum unko bhula sake. |
#27
|
||||
|
||||
Re: shayri
arz kiya hai .. gaur farmaiyega
![]() hume nahin pata kyun aapki yaad aati hai .. hume nahin pata kyun aapki yaad aati hai .. kyun labo par aapki hi baat aati hai ... hume nahin pata kyun aapki yaad aati hai .. labo par aapki hi baat aati hai ... baithe the jab bhi do pal akele mein hum .. yaad bas woh pehli mulakaat aati hai ...
__________________
Let's get drunk & tell each other everything we're afraid to say sober ![]() |
#28
|
||||
|
||||
Re: shayri
Pet kharab hai golgappe kaise khaoge
Pet kharab hai golgappe kaise khaoge (adab adab in advance) tum toh tehre pardesi saath kya nibhaoge
__________________
|
#29
|
||||
|
||||
Re: shayri
aaj achanak pet kharab ho gaya
na chahte huye bhi doctor ke yahan gaya patni bhi sath mein hi thhi doctor ki batein dhyan se sun rahi thhi doctor bola infection ho gaya hai dawai ke sath parhej bhi karna hai ghar aate hi patni ne pharman suna diya uble khane ka meenu thama diya ..
__________________
Let's get drunk & tell each other everything we're afraid to say sober ![]() |
#30
|
||||
|
||||
Re: shayri
Quote:
__________________
|
![]() |
Bookmarks |
Tags |
anjan |
Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | |
Thread Tools | |
Display Modes | |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Ekdum faltu shayri | echarcha | Friday Special | 0 | March 20th, 2008 09:17 AM |
Financial shayri | Zen | Economy | 3 | May 11th, 2004 11:32 AM |
Maansoon ki Dastak ( Shayri ) | Budmaas | SoapBox | 14 | June 18th, 2003 09:17 AM |